Tafseer-e-Quran Class #339 (Surah Nahl Rukoo 14) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋 Podcast By  cover art

Tafseer-e-Quran Class #339 (Surah Nahl Rukoo 14) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Tafseer-e-Quran Class #339 (Surah Nahl Rukoo 14) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Listen for free

View show details

(0:00) Intro

(0:04) Qur’an se aayaat mansookh karne ki wajah = ijma ki ahmiyat ko sabit karna

(3:36) Zamana-e-talib-ilmi mein Mufti Sahab ke zehan mein aane wala sawal

(4:45) Ijma ke khilaf Qur’an ki tashreeh karne wala scholar gumrah hai

(5:19) Mushrikeen ke aitraaz ka jawab

(6:47) Tabdeeli walay 2 ehkam

(8:36) Sharab haram hone ke ehkam mein tabdeeli

(9:28) Wuzu ka aadi banane ke liye aag par pakki hui cheezain aur oont ka gosht khana mana tha

(10:59) Mushrikeen ka Nabi ﷺ ko Qur’an khud sakhta hone ka ta’ana dena

(14:53) Ajmi kaise balaghat wala Qur’an sikha gaya? Mushrikeen ko jawab

(16:53) Badbakhton ke liye azaab; jo asli jhootay hain

(18:13) Zuban se kalma-e-kufr kehne ki soorat?

(21:47) Ijma; mazaq mein kufr kehne se kafir ho jana (nationality ke liye non-Muslim likhwana)

(23:08) Imaan par qaayam rehna kab optional hai?

(24:51) Jaan bachane ke liye haram khana wajib? Chori karna wajib?

(26:05) Imaan bachane ki 4 mulji ijazatain

(27:29) Ghair-mulji ijazatain? Jab kalma-e-kufr nahi keh sakte

(28:06) Kufr ke waswasay imaan ki alamat hain?

(29:41) Duniya ke liye aakhirat ko chhorne ka azaab

(31:31) Stamped hearts?

(33:22) Qurbaniyan dene walay Sahabi (RA) ki qadr-dani

(35:09) Khulasa Ruku

(37:40) Dua

Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

No reviews yet